Recipe: Appetizing Masar Biryani

Delicious, fresh and tasty.

Masar Biryani.

Masar Biryani You can have Masar Biryani using 28 ingredients and 22 steps. Here is how you achieve it.

Ingredients of Masar Biryani

  1. You need of For Masar Masalah.
  2. Prepare 250 g of Brown lentil (Boiled).
  3. Prepare of Clarified Butter (Ghee) as required.
  4. You need 1 of Onion medium size.
  5. Prepare 2.5 Tbsp of Ginger Garlic paste.
  6. Prepare 3 Tbsp of Green Chili paste.
  7. It's 1 Tbsp of Cumin Seeds.
  8. Prepare 3 of Tomatoes medium size.
  9. You need 1 Tbsp of Red chili powder.
  10. It's 1/2 Tbsp of Black pepper powder.
  11. It's 1 Tbsp of salt.
  12. Prepare 4 of Potatoes medium size.
  13. Prepare 250 g of Yoghurt.
  14. Prepare 6-7 of Green Chili.
  15. Prepare of For Rice.
  16. Prepare 1 Kg of rice.
  17. You need 2-3 of Star Anise.
  18. Prepare 2.5 inch of cinnamon.
  19. It's 12-15 of Black pepper.
  20. You need 4-5 of Cloves.
  21. Prepare 2 of Green cardamom.
  22. You need 1 of Brown Cardamom.
  23. Prepare 2-3 of Bay leaf.
  24. Prepare 4 Tbsp of salt.
  25. You need of For Layers.
  26. Prepare of Clarified Butter.
  27. You need of Mint.
  28. Prepare of Orange food color.

Masar Biryani instructions

  1. Masar Biryani banane ke liye SB sy pehly Ak patili mn Ghee ko garam Karen jab ghee garam ho jaey to us mn pyaz dal ke golden brown hone take fry Karen.
  2. Jab pyaz golden brown ho jae to us mn lehsan adrak ka paste shamil kar ke 1-2 mint take fry Karen,.
  3. Phir is mn hari michon ka paste shamil Karen or mazeed 2 mint take fry Karen,.
  4. 2 mint take fry Karne ke bad is mn zeera dalen or sath he tamater b shamil Karen.
  5. Phir tamater dalne ke bad is ko b 2 mint take pakaen then pisi hue lal mirch, Kali mirch ka powder,.
  6. Or namak dal ke mix Karen.
  7. Jab ye achy sy mix ho jae to is mn aloo dal ke mix Karen or sath he dahi b shamil Karen lekin 3-4 chammach dahe ke bacha Lein, bachi hue dahe ko layers lagane mn istamal Karen gy..
  8. Phir achy sy mix kar ke medium flame pe 10 mint take dhak ke pakaen ta ke aloo gal Jaen, jab take aloo galen gy tb take ap chawal ko ubalne ke liye is ka pani rakh dein.
  9. To chawal ko ubalne ke liye Ak patili mn pani Lein phir is mn biryani ke phool, darcheeni, Kali mirch,.
  10. Long, choti Elaichi, bari Elaichi,.
  11. Tez pat ke patty or namak dal ke ubalne rakh dein, ye sari cheezy hm pani mn is liye ubalty hn ta ke is ke khushbo pani mn a jaey phir jab ham pani mn chawal ubalen ge to chawal b khubudar banen gy.
  12. 10 mint bad dhakan khol ke Chen Karen ke aloo galy ya nh.
  13. Aged aloo gal Jaen to is mn ubli hue Kali dal dalen or mix Karen.
  14. Phir bari mirchen dal ke dhak dein or flame off kar dein.
  15. Jab pani mn ubal a Jae or garam masalon ki khushbu is mn a jaey to us mn chawal shamil kar ke chawal galne take ubal Lein, chawal ko ap ne taqreeban 1 hr bhigona hy phir ubalna hy.
  16. Phir jab chawal gal jaey to is ko staner mn nikal lein,.
  17. Ab hamy layers lagani hy to to layers lagane ke liye SB sy pehly patili mn ghee dalen phir is mn bachi hue dahe dal ke mix Karen, dahi ham SB sy neechy is liye lagaty hn ta ke jab take dahe ka pani nechy rahy ga patili mn chawal nh chipken gy.
  18. Ab is mn adhy chawal dalen phir podina or phir is mn dal ka Jo masalah banaya tha Sara dal dein.
  19. Phir baqi ke b sary chawal dal dein phir is py thora sa ghee or orange food colour dalen.
  20. Phir dobara podina dal ke 6-7 mint take dam py rakh dein.
  21. Mazeedar Masar Biryani taiyar hy is ko boiled egg, cucumber or yoghurt ke sath paish Karen..
  22. Recipe ko zaroor try Karen or feedback lazmi dein..