Recipe: Yummy Gull Bahar Biryani

Delicious, fresh and tasty.

Gull Bahar Biryani.

Gull Bahar Biryani You can cook Gull Bahar Biryani using 25 ingredients and 9 steps. Here is how you cook it.

Ingredients of Gull Bahar Biryani

  1. Prepare 1 of .kg Beef.
  2. You need 1 of ke.g Chawal Oublay Hoy.
  3. Prepare 5 of Tamatar.
  4. You need 1 of Lehsan.
  5. It's 1 of Adrak.
  6. It's 3 of Piyaz.
  7. Prepare 1 of Gajar.
  8. You need 1 of Shimla Mirch.
  9. You need 1 of Aalo.
  10. You need 1 cup of band Ghobi.
  11. It's 2 of Oublay Hoy Anday.
  12. You need 6 of Green chilli.
  13. It's of Hara Dhaniya.
  14. It's 2 of Lemo.
  15. It's 2 TBS of Dahi.
  16. It's of Namak.
  17. Prepare 1 t of spoon Lal Mirch.
  18. Prepare of SoOkha Dhaniya powder.
  19. You need of Cooking oil.
  20. It's of Sirka.
  21. Prepare of Homemade Biryani Masala 👇🏻👇🏻👇🏻👇🏻.
  22. Prepare of (Zeera 1t, kali Mirch 7,Dar cheni 1 tukra, Bari Eilaichi 1👇🏻.
  23. It's of Choti EilaichJaifal Half, jawatri 1 tukra, long 3, curry pata 1)).
  24. Prepare of Food Colour green, yellow, red, orange.
  25. Prepare 3 TBS of Dood.

Gull Bahar Biryani step by step

  1. Sabsay pehlay Aik Bartan Mein Pehlay Aalo or phir Gajar Shimla Mirch Bandh gobhi fry karain.. fry honay ke bad Nikal lain...
  2. Aab Oussi oil Mein Piyaz or fry karalain golden Hojay to Gosht or Shamil Kar ke Pakain...
  3. Aab Pani Shamil Kar ke Dheemi aanch pay Pakain...
  4. Jab Gosht gal jay Pani khushk honay Lagay to Tamatar, Dahi, Adrak paste add Kar ke Achay say pakain...
  5. Or phir Bhoon Lain..
  6. Flame off Kar Dain...
  7. Aab Aik Bartan Mia pehlay Chawal ki teh lagain Phir Gosht phir Chawal phir fry Sabziyan phir Chawal phir Ouoper Green chilli, golden ki Hoi Piyaz Hara Dhaniya, Tamatar ke Qatlay, Oublay Anday ke Qatlay Dal dain...
  8. Sath hi Allag Allag cup Mein dood dal kar Tamam food colour allag cup Mein mix Kar ke Thora Thora chawalon pay Dal Kar dam day din...
  9. 10 minutes ke bad flame off Kar ke dam khool Kar Achay say mix Karin or plate Mein Nikal Kar Raita chutney ke sath paish Karain...